yes brother app aisa ker saktey hain is main koi haraj nahi hai app aik ghantey main 30 posts bhi ker saktey hain lakin ye zarur zehan main rakhna k copy past nahi kerna agar karo gye tu banned ho jao gey lakin abhi hum forex main 50 post bhi ker saktey hain bas zara mehnat ziyada hai aur kuch nahi