woow app ne to waqi he kafi achi strategy hame se share ki ha main to app ko sahi baat ha k thank you kahoun ga or app se ye bhi kahoun ga k jo profit app ne es se kamaya ha us ko bhi yahan par shhare karen takey ham mazeed aaram se ye strategy use kar saken