Yeh to hamko hi sochna hoga ki Forex trading me kitna paisa lagana hai aur kitna kamana hai. Main to yehi manta hu ki jo bhi paisa laga diya pehle se man lo ki gaya ab nahi ayega. Fir agar kuch wapis mil jata hai jitna lagaya tha to bahut acche bhai
Aur fir uske upar se agar profits hota hai to iska matlab Forex trading aapki liye hi hain