mujhko to aisa nahi lagta hai, main samjhata hoon broker ko achi tarah se pata rahta hai, ki client ne kya trade lagai hai aur kitna lagata hai, lekin isse koi fark nahi padta hai, baki market ke movement par broker ka koi roll nahi hota hai, baki sab to apne aap hi chalta hai, acha kaam humare ko khud karna hota hai, aisa tabhi kiya ja sakta hai jab trading achi tarah se sikhne ko milta hai.