Main is indicator ke bare mein jyada Nahin jaanta but suna hai yah kafi accha indicator hai main jyadatar RSL aur vwap ka use karta hun but mai isko and learn ki koshish kar raha hun indicator jitni bhi ho jyada se jyada samajh mein Aaye utani hi aapke pass strategy hogi aur profit ke chance banenge