wese maine kabhi gold aur silver me trading kiya hi nahi hai par mujhe lgata hai ki agar aap isme trade karte hai to aapko bada spread lagata hai aur aapko jyada risk lena padega jab ki is me aapko jyada bada account bhi rakhana padata hai kam se kam 1000 dollar ka chahiye tab honga