Bilkul aisa He hota Hai jab ham log greed karte Hain Agar ham log greed Karen tu hamen nuksan zarur hota hai lekin main aap ko ya baat bata dun agar aap apni trading mein greed mat karo or small profit Hasil karte jao to aapko kabhi bhi loss nahin hota hai lekin ham log jab profit kar lete hain to over confidence Ho jaate Hain aur profit karne ke bad lalach karte hain aur profit Hasil karne ki aur trading co inter kar dete hain aur without market confirm kiye jab trading ki jaati Hai to nuksan ho jata hai ya sirf hamari greed ki waja se hota hai agar Ham greed mat karen to hum ko nuksan ka samna na ho ga isliye behtar hoga ke Agar aapko profit ek bar Ho Gaya Hai tab again trading mat Karen agar aap again trading profit ki lalach mein karo ge to nuksan aap ko lazmi hoga