Main to jab position leta hon to 2nd position ussi waqt hi leta hon jab aik position nilkal jati hai agar kabhi aisa ho b jye to main 25 say 30 pips ka wait karta hon uss k baar new entry ussi direction par leta hon or jahan par 5$ ya 10$ milty hain dono position market sat out kar deta hon.