g han dear g aap ney sahi kaha hai ia business me loss ki zimedar ham hi hotey hai kyun keh ham ho os account ko manag kartey hain agr ham lalxh na kare to ham ia business meg bohat achey tarikey sey profit bana saktey hain dear g baas hame mehnat karna hogii bilkul thej kaha insan apna sab se bara dushman khud hi hota ha kio ka insan jab koi kam karta ha tu wo us ma zaida ka chakar ma par jata ha or us ka andar ki lalach us ka sab se bara dushman ban jata ha