main part time traderHun kyunki mere pass itna time nahin hota aur main jab apne kam se free ho tab hi forex trading trading karta hun uski body waja hai ki trading mein main time Doge tab bhi aapko market ki samajh ayegi aur mere pass job hai jisko mujhe time Dena padta hai jab main job se free hota hun tab forex mein time day Kar earning kar Leta Hun kyunki jab main job nahin ki thi tab main full time trader tha aur use waqt main varsh ki acchi learning aur information hasil Kar li thi Jo ab mere kam a rahi hai ab main jaise hi apni job se free hota Ho to main ismein kam karne ke liye pet jata hun aur market ko watch karta hun jaise hi mujhe koi acchi position milati hai to mat reading karne ke liye ready ho jata hun aur achcha manasa nikal Leta Hun kuchh hi time mein