han app thik kah rahe ho kioun k ajj kal halat ki waja se kafi sakhtiyan ho gai hane or anks walon se bhi poch goch hoti ha jo bahar se money aye us ki to lekin ham to yahan un ko apni trading statements dikha detey hane k yahan se money kama rahe hane to phr woh koi masla nahi karte
han jani ye tm kah rahey ho na k koi masla nahi ha lekin her country ka apna rule ha her mulak ka ek elag tareeqa kar hota ha or her mulak main banks main pessey transfer karwana itna aasan nahi jitna app samgh rahe ho
han istasta forex debit card darust tareeqa ha or bahot aasan bhi ha es k zareye he app log withdraw karwaya karo main to yahi tareeqa use karta hn ha to zara sa mahnga par bahot fast ha bahot qabiley aetbaar ha es k zarey pessey niklwane main koi daar nahi rehta