Strategy ki treef

jab koi bhi kam aap kisi bhi tarah ka start karte ho to use kam ko karne se pahle aap bahut Bahar sochte Ho ki aap ko usmein kis tarah work karke isko behter banana hai yani ke aap uski planning karte ho use planning ko Ham trading strategy ka naam dete Hain

Forex me strategy ka role

forex trading ek bahut hi risky business hai ismein jab tak Ham planning se Kam nahin karte tab tak hamen Koi fayde ka ka ummid nahin rakhna chahie forex mein planning ki jaati hai yah strategy banai jaati hai to humko market ko vash karna padta hai news ko dekhna padta hai uske bad Ham koi bhi strategy banate hain usi strategy per Ham kam karte hain aur humko munafa hote hain strategy ka main maksad hi hota hai ki Ham ko market ki exact position ka pata lag jaaye
isiliye strategy ka majbut yah strong hona bahut jaruri hota hai ki aapki strategy jitni acchi hogi utna hi market mein kam karna aapko aasan hoga aur utna hi aap acche tarike se working karoge aur aapko market mein kam karne ka jyada risk nahin hoga