A Review On First Women Bank
First Women Bank ak kamarshal bank ha ya pakistan ka saher karachi ma waqya ha.ya bank 1989 ma Benazir Bhutto na kaim kiya tha.bank na apna karobar 2 dacember 1989 ko shuro kiya. ya 5 baray tajarti bank National Bank of Pakistan, Habib Bank Limited, Muslim Commercial Bank Limited, United Bank Limited and Allied Bank Limited ka pass ha.