Jazz Cash
Jazz cash isa bhala kon ni janta ho ga pakistan ma ya har khud apni aik phchan hy is ma koi shak ni k ya waqt k hissab sy boht kam time ma pakistan ka no 1 par a gi hy is ma roz milan bilan ma passy transfer ho ry hain ya pakistan ki boht bari mobail sim copmany sy talooq rakhti hy jo k phly sy pakistan ma number 1 par majood thi us ny isa pakistan ma mutarff krwia hy. Is ma boht sary new cheezy aad ki ki humri roz marha zindgi k hissab sy is lia ya baki sub copmany sy zaida mashoor hy is ma hum ghr bathy apna tareeban har kam kr sakhty hain js k lia humain linoo ma lagna parta tha.