Binary Option trading zada tar scam hoti ha to is hi lia mai ya kisi ko suggest nahi karonga. Mai samajhta hoon k Forex trading karna zadaa behtar ha aur hum ise behtar kam kar sakte hain.