Trader ko ek bat yad rakhni chahiya market hamasha apny trend main chalti hai yani ager kisi pair ka trend buy hai to market main fundamental new us ka against hai jis ki waja sa wo pair sell main chala gaya hai to kuch bhi ho jai market na apny trend main wapis aa jana hai chahy us main 3 sa 4 din lag jain trend ki trade profit zaroor dati hai.