zahir he iss se darr to lggy ga hee kyun ek ye call tbhi ati hai jab apke poora account loss mn janewala hota ahi orr keh rha hota hai ke mujhy bachaa lo to jo koi iss call ko smjh leta hai uska account aakhri saans mn bach skta hai nhi to doob to rha hee hota hai