aisa hai agar jo forex mein koi fail hota hai, to iske piche uski hi galti hoti hai, because wo trading mein kisi bhi tarah ki koi sudhar nahi lata hai, agar kisi wajah usko trading mein loss hote hai to wo ye reason ka pata nahi karta hai ki kis wajah se trading mein loss hua hai, agar galti ka pata karta hai, to yakeen kare wo ek badiya trader rahega aur usko kafi achi earning bhi karne ko yaha par hogi.