gold trading bohat hi mushkil ha is ka trand jis ko samaj a jay us kay liaya tu best ha lakin jis ko is ki samaj na ay wo tu is ko dkahta hi rahta ha kay ya kahan ja kar rukay ga ya ajeeb atam ha jo kisi kay sat nahi chalti is ki apni move ha aur apna hi time ha jab is ka mode hota ha fast chalnay lag jata ha aur jab mode na hoo tu khara rahta ha is per tu news ka bhi aser ulta sedha hi hota ha chotay a.c kay liaya tu ya bilkul safe nahi ha