yara ager ye waqai he itna acha indecator ha to phr app ne es ko demo par kioun try kiya ha real par tray karna tha na es ko phr ap ne ham se share karna tha es liye main es ko ziyada prefer karta ager app ne es ko real par use kiya ho or achey signals aye hnn to plz share karna