Bhaiyo jab main moving average ka signal ka wait karta hoon. H1 chart par jab MA cross karta hai. par tab ek problem hoti hai. Moving Average 100 pip uper ja niche ja chuka hota hai. tab Signal milta hai. par market to kafi pip uper ya niche ja chuka hota hai. mere ko ye samjh nahi aa raha hai please help:(