Originally Posted by
pindi
Ji haan forex mein loss karne ki kafi reasons hoti hain jo new trader ko kami hoti hai jiski wajah se woh fail hote hain knowledge ka na hona proper learning ki kami hona aur bagair dekhe samjhe trading karna loss ka sabab hota hai trader ko loss se bachne k liye apni mistakes thek krna hogi apne experience ko jayada karna hai jiski kami ki wajah se woh fail hota hai trading main failure ki bohat sari wajuhat ho sakti hain aksar traders Forex main kamyabi hasil karney ke liye shortcuts ki madad lena chahte hain or is tarah un ko loss hota hai kyun ke kisi business main kamyab hona hai tou aap ko aik proper process se guzarna hota hai us process ke doraan aap ko bohat hard work karna hota hai apni skills par work kar ke apne kaam ko behtar banana hota hai or jab ap in sab steps or is process ko ignore karte hain tou aap ko nuqsaan hota hai or aksar traders Forex ko join karte hain or overnight success expect karte hain un ko earning ki lalach ki waja se nuqsaan ka samna hota hai Business main kamyabi ke liye aap ko sabar se kaam lena hota hai kyun ke business main kamaybi hasil karne ka process bohat hard work or patience require karta hai aap ko bohat sari loss ki situations ko handle karna hota hai loss se guzar kar ke hi aap business ko achi tarah se samjh saktey hain or ager ap loss hone par give up kar dete hain tou aap ke liye business mein kamyab hona mushkil hai so aap ko in sab points ka khayal rkhna chahye.