Yes ap ne theek kaha hai scalping sab ka liye khas kar new traders ka liye ak bohat hi bara risk hai is main hum bohat hi asani sa loss kar sakty hain is liye newbie ko scalping nahi karni chaye ya un ka kam hai jin ko is business main acha experience hai jin ka pass knowledge kam hai wo scalping man earning nhi kar sakty