Forex Trading kay Real account main Kitni amount deposit karni chahiye?
Jab ap Forex main kam start kartay hein to pehlay apko demo main free virtual funds miltay hein jin ko ap practice kay liye intemal kar saktay hein lakin jab real account main trading ki baat ati hai to apko asal money deposit kar kay trading karni parti hai to meray experience kay mutabiq main aapko yeh mashwara don ga kay ap Kam say kam $100 say start karen jo kay eak ideal amount banti hai waisay hai to kam hai lakin beginners kay liye theek hai. Ap bata dein kay kitni amount best rahay gi kam say kam. Forex risky karobar hai is liye risk kam say kam lein.