kay zindagi main her time pereshani lagi rahay or kaheen bhi dil na lag raha ho to humain kia kerna chahiay ?
Printable View
kay zindagi main her time pereshani lagi rahay or kaheen bhi dil na lag raha ho to humain kia kerna chahiay ?
agr kbhi aisi situation ho to apko ibbadat me dil lagana chaheye. jo real sakoon ibbadat me he wo kahen aur nahi he. just try it 1 time please.
meray dost jab aap kisi baat ya kisi cheez say deeply hurt hojatay hain tou aisa hojata hai kay aap ka dil kahin bhi nahi lagta hai.................
agr kabhi aisa hota hai tou aap koshish karen apnay aap ko entertainment ya apnay interest ki activities me apnay ap ko engaged kar len ta kay aap jitna busy rahen gaye aap ka mind aur dil recover hoga aur aap un baaton say bach jayen gaye..........
hamy ibadat karni chaheye. ibadat se apko dilli sakoon milay ga is k elawa aap apni family k sath time spend karen, hansy khailyn, khayen peyen, ghoomay phiryn. sb thek ho jae ga. :)
dear sab sy pehle to pareshani ki wjhaa pata honi chahye. taa k uss masalay ka hal nikaala jaa sakay. lekin agr wesy he dil udaas rehta hai to Quran e Paak main ALLAH farmaata hai k baysahk dilo ka sakoon ALLAH ki yaad main hai . to janab dunya daaari ko thora kam kar k iss taraf aao zaroor zaroor sakon mily ga. in sha ALLAH
ji wasa to ap ko is forum par trading sa motaliq hi sawal pochna cahiya tah lakin ap na poch hi liya ha to man ap ko is ka bara man yahi kahon ga ka ap apna dil ibadat man lagao ap ko sakon mil jay ga.........
dear ap kia baat puchana chahty ho please dear jaldi bat kar lo dear main ap k wait kar rha hu k ap kab baat karty ho
hme is time ma allah ko yad krna chaye ... alllah ki yad se insan k dil ko sukoon hasil hota hai.....