han g bhaiya g bada capital un ko es business ma kabi kabi greedy bi bna daita hay aur jis ki waja sa wo jald es business ma loss kar daity hay , hamy koshish karni cahiyay k hum start ma kam hi capital rakhy ,ya hamary liyay zaida acha rahta hay bhaiya g