Hello friends Ham ager successful businesses man banna chaty to ham statgy karty he usy hamey har kisi se share nhi karna chaia ager ham share karty to is main hmara hi loss he jitny bhi successful businesses man he unho ne apni statgy ko kisi ke sath kabhi shate nhi ki is lia wo kamyab ho gay or forex trading bhi essa hi business he ager ham koi statgy bnay or us main kamyab ho jaty he to hamey bhi dosro ke sath share nhi karna chaia han ager share karny hmara nuqsan nhi hota or dosry ka faiada he us main to hamey biqul share karni chaia takey wo us faida utha ji kafi log hain jo apni trading strategy kisi aur ke sath share karna pasand hi nahi karte hain aisa wo isliye kyun ki yaha par koi dusre bande ko kamate nahi dekh sakta hain yaha agar koi ek banda nuksaan karta hain tohi tab dusre bande ko profits hota hain aur kafi jayda trader ki strategy khud ki mehnat ki hoti hain isliye wo kisi ko apni strategy nahi dete lekin agar koi apni trading strategy deta hain to wo usko paise mein bechta hain strategy dega aur udher se paisa milega agar koi bhi trading srategy istemaal karna chahta hain to usko khud se hi trading srategy banana padta hain