Originally Posted by
Rahulku701
Mujhe to aisa lagta hain ki agar koi trade mein galti karta hai aur agar usko profits hota hain to wo luck ke sahare tab usko profits hota hain, ye ek baar mauka milta hain jismein profits ho jata hain lekin agar hum baat kare hamesha aisi trading se profits ho sakta hain to aisa namumkin rahta hain hamesha trader ko aise profits nahi hote hain yaha par agar trading se profits earning karna hain to trader ko complete knowledge gain karna hota hain uski knowledge jab tak badiya nhi hogi usko trdaing se achcha earn karne ko nahi milega pahle to jitna ho sake apni knowledge ko lekar chalna hota hai