Mt4 or MT% main yeh farak hai k MT5 new version hai main kafi arsay tak Mt4 hi use karta ayya hon main nay beech main kuch arsa MT5 bhi use kiya tha but mujhay yeh MT4 ki nisbat zara use karny main muskil laga ya shayed main Mt4 ka user hon iss wajah say ab main MT4 hi use kar raha hon.