Originally Posted by
manuishu
aisa to hai hi ki yaha par jayda mehnat wala kaam hain agar khud mein badlaav chahiye to trading ko kafi achchi tarah se learn karna hota hain isko sikhna padta hain jayda se jayda mehnat karoge tohi to trading ko kiya jaa sakta hain agar aap mehnat ke jariye trade karte hain to yakeen kare apke liye kafi had tak to trading ko karna asan hoga aap ek din jaroor safal hokar forex market se earning achchi kar paoge lekin us din ke liye apko wait karna padega
aur aaj mein mehnat karna padega aur jaisa apne kaha hain ki forum ne bhi kafi help ki hain yaha par apni apni life ko change karne mein jin logo ke pass mein investment nahi hain trading ke liye wo log forex market mein trading ke liye yaha par apne liye kuch bonus jama karke real trading kar sakte hain aur achcha capital bana sakte hain
main ye kahunga ki jab tak aapke pass mein achcha experience nahi ho jata hain tab tak apko trading nahi karna hota hain trading ke liye aap pahle to kafi mehnat karke apne liye expeirence ko badava de jiski jarurat bahoot jayda hain apni life ko badlane ke liye experience ek din mein nahi aata hain kafi mehnat ke baad hi aisa dekhne ko milta hain ki hum log trading mein kamyab ho gaye hain aur kafi achcha paisa kamane mein yaha par success ho rahe hain har koi chahta hain ki usko trading se kamane ko mil sake