Kuch log forex trading karte hain paise ke liye or kuch log karte hain adventure ke liye... Magar main trade karta hu addiction ke liye:)... Aap logo ka kya reason hain?
Printable View
Kuch log forex trading karte hain paise ke liye or kuch log karte hain adventure ke liye... Magar main trade karta hu addiction ke liye:)... Aap logo ka kya reason hain?
main forex trading krta hu paisaa kamane k liye.
vese mera dusra main job he. forex mera part time job ki trh he..ye meri monthly income ko badataa he or kbi -kbi kam b kr deta he.
maine forex ko choose kiya hey paise kama ne ke liye, forex se ek acha moka hey thoda jyada paisa kamane ke liye, forex se aap apni mojuda income main badhawa kar sakey hey kyuki aap ise kabhi bhi kar saktey hey aap ke free time main ya aapke mojuda job ke working hour ke baad bhi...
par filhaal ke liye main apne aap ko test kar raha hoon ki main forex kar sakta hoon ya nahi...
main pehle to forex ek jua ke jaisa samjh ta tha, par jab main isko accha tarah se jana tab main isse pyar kar baitha. main forex paisa kamane ke liye karta hoon. par abhi to main sikh raha hoon sayad main isko apna profession banalu.
main forex trading extra income ke liye karta hoon aur vahi par koi acche dost bhi ban jaate hain
Yes and we can learn many thing from expert and earn good in forex market.
mere hisab se sabhi log forex trading paise k liye kartha hai bahut kam log hoge jo kisi aur karan se karte hoge.job k saath-saath side bussines ki liye yeh bahut acha 1 option hai.
Forex ek drugs ki tarah hai, ek bar agar aapne hath laga diya to phir chodna bahut hi mushkil hain. Main bhi forex trding addiction ke liye karta hoon.
main forex trading paisaa kamane k liye krtaa hu..ye meri mahine ki income badata he...
Me apni source of income badane ke liye forex trading karta hon..
Kafi log isse easy aur game samjh ke karte hai jinhe aage chalke kaafi loss uthana padta h ..
Agar isse seriusly kiya jaye to isme paisa kamane ke bahut zada chances hote h
mere khayalse sabhi forex ko paisa kamane ki liye karte honge. aur yehi mere khyal se sabhi ka first reason he. jaise ki ye ek business he aur log business karte he paisa kamane ke liye na ki anand lene ke liye. par forex hi ek aias business he jaha aap ke excitement har waqt 100% rehta he. me isliye forex karta hoon.
yeah money is the obvious reason for all. everybody wants money so we are all here, but its a passion too, we become addicted to it and want to be with the platform all time. And in fact this can be source of enjoyment if you could make profit consistently.
Forex trading ke through quickly money kamaya ja sakta hai aur isme profit daily basis pe mil jata hai...
jabki baki tarding platform like share trading me kafi wait karna padta hai..
iske alawa forex ka platform kafi wide hai jisse ki hume baki countries ki information bhi milti rehti hai
ha isliye to forex trading ke trader bar rehe he. dusre trading main kafi waqt lagta hei. aur pata nehi iske loye kya kya papad belne parte honge. par forex ako agar aap dhang se sikhe to ye aapko chand jaisa sundar lagega. aap instant money kar payenge wo bhi har kise desh me.
ha ekbar profit karnese forex addict ho jate he. ye nasila daba e tarah ho jate he. par loss hote hi wo nasha jhat se chali jate he. sabhi new trader ko main bar bar yahi kehna chata hoon ki aap pehle sikhe. baad me paisa jarur ayega.sabra karo sabra ka fall meetha hota he.
Earnings sabko achi lagti hai..forex market se aata hua paisa har trader ko apni taraf attarct zaruyr karta hai..To isem koi shak nahi ki traders ke liye ye bahut addicted cheez hai..Lekin daily basis pe aur regularly profit kamane ke liye bahut mehnat ki zarurat padti hai
initally me bi forex trading pesaa kamane k liye kya ta...but esme ab meraa interst badtaa ja rahaaa hai...or now i am trying to searcing future in this sector.
Same here brother and think most of the college student do forex for such . actually now i am depending on my all expence from forex . i think its hard to make consistent profit but if we have experience then it possible to earn form forex. like me before i was only done loss but now due to some experience trully saying i am earning from forex although not consistent but atleast not lossing my initial balance like before . so egarly looking for my more good perfomance to become full trader with consistent profit daily.
ha sabhi ka yehi moto hota he forex se paisa kama ne ka. sabhi paisa kamana chate he forex se. koi bhi time paas ke liye forex nehi karte.koi pocket money to koi full life ke liye forex karte he.
aur mera ab nishana he full life ke liye. shyad main isko full time lelu.
I am fully agree with you . i also think about this "addiction" and no doubt i am one of them. so many time i though will NEVER do forex after lossing but atlast i am in forex and never able to leave this but atlast happy to say due to experience now i am in good condition comparing previous days.
maine forex ko choose kiya hey paise kama ne ke liye, forex se ek acha moka hey thoda jyada paisa kamane ke liye, forex se aap apni mojuda income main badhawa kar sakey hey kyuki aap ise kabhi bhi kar saktey hey aap ke free time main ya aapke mojuda job ke working hour ke baad bhi...
par filhaal ke liye main apne aap ko test kar raha hoon ki main forex kar sakta hoon ya nahi...
ofcourse pasia ke liye, har insaan kuch bhi business karte hai to pasia ke liye karta hain. aur mujhe forex trading me mazaa bhi aata hai, chahye wo loss ho ya profit.
bilkul sab paise k liye karte hain warna koi bhi maze karne k liye apne qeemti paise to invest nhi kare ga kyon risk hai yahan aur log risk lete hain paise se paisa bananye k liye. Forex ki yehi to baat hai money makes money and log paisa banate bhi hain.
but most new traders, not earned income but lost money
however, this business can indeed make us addicted if we have been making a profit
yes its everybody's dream to make forex as the source of income. But it cant be achieved easily, it requires hard work and learning continuously. There is no other option to succeed without hard work. So if anybody want forex as a money maker then they should have the capacity to bear the pains of hardwork.
Most of the trader want to be rich in over night..but not possible in forex..forex is all about patience and its require good knowledge..and the sucessfull strategies..i am doin forex trading only for making profit....aur apni ek car laana chahta hoon..thats why
main forex trading karta hu for money actually i m a student but forex trading se kuch earning karne ke baad mujhe pocket money ki problem nahi hoti so main forex trading karta hu...........
Zahir hay sab hi log forex trading paisay k liay hi kartay hain magar paisa to aur bhi tareeqon say kamaya ja sakta hay so forex trading k sab say bari waja is ka aasan hona hay. Forex trading aap ghar baith kar kar saktay hjan, is ko start karnay k liay aap ko bohat ziada paison ki zaroorat nahi.
well kuch log aise bhi honge jin k paas karne ko kuch nahi to woh sochen ge k chalo yaar forex hi karte hain. But I think so many people doing forex these days as some part timers and some full timers. ji aap ne sahi kaha yahan online trading karne mein bohut sare advantaGES hain.