bhai maine idher apne dost se analysis karwa kar uske signal par trding karne ki kafi koshish kari hai, lekin fayda nahi hua hai, kama to leta tha lekin khud trading karna nahi sikh pata tha, isliye khud se karne ke liye main khud mehnat kar raha hoon