Originally Posted by
Hellokitty
sister jee main bhi apne start me learning karn gi aur uske sath sath mein demo account per practice karti rahn gi forex per ham technical taur per trading ko samajh sakte hain lekin practice karne se hi insan perfect hota hai aur practice karne ke liye demo account ka use karna hamare liye bahut important hai demo account ke istemal se ham trading ko perfection ke sath samajh jate hain demo account per badhiya se ap practice karte jaye aur uske sath sath badhiya profit aur experience apko hasil ho jata hai jab ap trading ko ache se samajhne sikhane tabhi apko demo account per daily practice karne chahie kyu ka practice karna bahut jyada jaruri hota hai new trader ke liye aur jo trader practice nahin karte unko starting nahin apni real account mein heavy loss hote rehte hain na to trend line ko samajhte hain na hi vah forex ke kam ko samajhte hain to sirf unko nuksan hota hai, new trader agar starting mein jyadatar time ge forex ko or trading ko to vah bahut ache se earning kr sakti hai yahan per time ki koi to limit nahin hai ap din ke kisi bhi time kam kar sakti hai aur use apne kam se kam acha fayda bhi hasil kar sakte hain, har kam mein kamyab hone ke liye uske bare mein study karna learning karna bahut jyada important hota hai jisse ap ek achi earning kar sakte hain aur ushi earning se apko kam karne mein profit hota hai hamen jyada time learning ke liye dena chahie aur fir jakar hamen apni real account per trading start karni chahie.