jab main ne real account mein trading ko start kiya tha tu mara pas just 50$ tha aur mara pas itna experience bhi nahi tha aur main bhut ziada happy bhi tha k main forex mein trading karna lga ho aur jab muj ko profit hoe tu main bhut ziada excited tha. forex mein jo bhi first time trading karta hai tu wo bhut happy hota hai k main aik acha business mein trading kar rha ho