-
https://charts.mql5.com/14/438/eurjp...orex-group.png
EUR/JPY mai mazboot bearish trend chal rah ha aur humne SAR indicator mai dekha k down ki taraf naya trend ban rah ha magar hume thora sabar karna hoga kiu k ya false indication bhe ho sakta ha to 1 din aur wait karna hoga.
-
https://charts.mql5.com/14/664/eurjp...orex-group.png
Is pair mai humne dekha k peechle 3 hafto se bearish trend jari ha aur abhe momentum bearish ka hi ha. Ya acha mauka hoga k hum buy karein magar hume koshish karnie hogi k hum zada risk na lein kiu k ise hi sab se zada gain kar sakte hain.
-
main tu forex ke trading main ese ek best pair samtja hon trading ke liye ap log es pair per best trading kr sakte hain main ne tu es pair per zida trading nh ke hai laken yeh ek best pair hai forex ke trading main trading ke liye but koe bhe chez hai use watch krna parta hai es liye watch kr ke es per trading kr skte hain
-
Eur/jpy ki market bohat achi rehtey ha or is market ma profit ka chances bohat zaida hotey ha or loss ka chances be hotey ha lekin agar banda dimaj se kam le tu acha profit bana sakta ha daily ka aram se
-
Eur/Jpy par aap kis trhan sai trade krtay ho aap jb is par trade krtay ho to aap ki strategy kia hoti hai aap is sai profit hasil krtay ho ya aap ko is sai loss hota hai forex trading mai aap is sai har roz kitna profit haisl krtay ho EUr/Jpy par aap aik month mai kitni baar trade lgatay ho aap is baray main mujhay bhi zaroor btao
-
Eur aur jpy dono achi trade kay liye bohot best hotay hain hamay forex trading mai dono par trade laga kr is ki madad sai is main earn krna chaahiye forex trading mai ye zaroori hai kay aap is main eur aur jpy ki madad sai acha earn krnay ki koshish zaroor kia kro
-
https://charts.mql5.com/15/41/eurjpy...ex-group-2.png
EJ mai abhe tak boht high bullish trend dikha ha kuch hafto se aur is hafte bhe yahi cheez jari ha jis ko dekhte hua ya ya kehna galat nahi hoga k buy karna hi sab se acha decision hoga aur zada se zada hume gain karwa sake ga.
-
The movement of EURJPY will not be separated from the movement of EURUSD. This will make a benchmark whether he will be the same as moving up like EURUSD what not. If according to Stoch 525 indicator this, chances are he will rise as well up to level R1: 125.20 or maybe it could be higher than that. But we need to be aware also if this there is a movement down on the pair USDJPY, then EURJPY will decrease quite a lot.
http://s18.postimg.org/m3qn8jt2x/Bieela_84.jpg
-
aj kal me isi chart py kam ker raha hu or meri earning b axhi ho rahi hai aj kal ye ak he jga ko move keri ja raha hai or boht strong hua wa hai me skoon se choti trade se kuxh points earn ker lyta hu ye pair boht he axha hai
-
Yesterday, the pair shed the intraday negative pressure to repeat the oscillation above the support at 122.60 and then to start recording some targets towards 124.20 as shown in the attached figure, the current positive trend of the main indicators union is to give positive momentum to expect the price to be released from the stable barrier at 124.40 and open the door to achieve more goals with a pull of 126.10 to reach 127.45 during the coming period.