-
QuoteOriginally Posted by Ticky View Post
i also think this shared database concept is a new and powerful thing in the new world which can be defenitely useful for the currency world alos like in the case of cryptocurrencies. your transaction are verified with the help of multiple shared database which cannot be altered and available easily at multiple points. so a great technology for today world
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
Get Daily Signals - Make Daily Profit
CLICK HERE
-
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
-
Sari crypto-currency ka base Blockchain technology hi hai. Blockchain technology ko ek unknown bande ne jiska name Satoshi Nakamoto tha, usne is technology ko invent kra tha jo ki is duniya ki behtareen technology meh se ek hai.
Cryptocurrency ko smjhne se phle BlockChain technology ko smjhna boht jruri hai .
is thread meh hum cryptocurrency k bare meh discuss karngey jo bhi hume pata hai iske bare meh or jayada se jayada members ko iski knowledge ho payegi. Meh iski working ek pic se apko smjhane ki koshish karta hu, is pic meh apko blockchain technology kese kam krti hai woh apko samaj aa jayega jo ki is thread ka main purpose hai . blockchain tehnology ki working smjhna.
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
Today Market position is : Sell+
Market ajj bohut zaida nechay
ki Taraf move kare ge
Or Support 87% and Resistance
56% be Market kay nechay k janay
ka Ishara day raha hai
Technical indicators and Moving
average. se bhi market down hoti
nazar aati hai
Is liya Sell ki trade laga dani
chahiye Achcha profit hasal karne ke liye indicator ko samajhna zaroori hai
Best of luck....🤔Z
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
forex trading market pichly pory hafty me bohat zaida nechy ki teraf gai hai kafi logo ko umeed
thi market ab upper ki teraf jay gi maghr nai gai mujhe lagta hai ab market is hafty upper ki
teraf shaid jay gi is liye hamy ab trading dekh kr krne perhy gi taky nuksan na ho
-
Aj market ko dekhte howey market ki Jo position hai. Wo Bout Achhi Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain. lekin kuch best indicator be market k oper ki janab position ka ishara day rahay hain. So aj trade samjh kar lagana he acha rahay ga.
-
:1f382:Aaj Market ka rukh: Buy Hai,
Market jo ishare de rhi hai ya market k bare main mutmaein nahi hain.
Speed points k mutabik market resistance and support market k bare main
or puri duniya ki currency trading k bare main sai information deta hai.:1f382: