-
#10
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
-
विदेशी मुद्रा दरें, पाकिस्तान में वर्तमान विदेशी मुद्रा दर। pkr में अद्यतित अंतर्राष्ट्रीय विदेशी मुद्रा दरें। usd से pkr विदेशी मुद्रा दरें और विदेशी ...विदेशी मुद्रा दरें, पाकिस्तान में वर्तमान विदेशी मुद्रा दर। pkr में अद्यतित अंतर्राष्ट्रीय विदेशी मुद्रा दरें। usd से pkr विदेशी मुद्रा दरें और विदेशी ...
-
agar bitcoin or other crypto currency meh downtrend aata hai toh iska matlb ye nhi hai ki block chain technology meh koi kami hai , ye technology boht superior hai or cryptocurrecies meh downtrend aana bilkul alag bat hai kuki isme trading involve hoti hai or market meh jo news aati hai uska bhi kafi fark padta hai crypto or bitcoin ke rate pe. Block chain technology ko kafi bde company k ceo support kar rhe hai or kh re hai ye technology poore world ko take over kar legi aane wale 10 sal meh
-
BlockChain Technology - The New Internet ?
BlockChain Technology
Sari crypto-currency ka base Blockchain technology hi hai. Blockchain technology ko ek unknown bande ne jiska name Satoshi Nakamoto tha, usne is technology ko invent kra tha jo ki is duniya ki behtareen technology meh se ek hai.
Cryptocurrency ko smjhne se phle BlockChain technology ko smjhna boht jruri hai .
is thread meh hum cryptocurrency k bare meh discuss karngey jo bhi hume pata hai iske bare meh or jayada se jayada members ko iski knowledge ho payegi. Meh iski working ek pic se apko smjhane ki koshish karta hu, is pic meh apko blockchain technology kese kam krti hai woh apko samaj aa jayega jo ki is thread ka main purpose hai . blockchain tehnology ki working smjhna.
-
:1f382:Market ka experience ek easa fun hay jo ek din mn hasil nahi kia ja sakta , isay paanay mn saloon bi lag saktay hen ,but kuch kehna mushkil nahi qismat bi insaan ki zindgi ka rukh badal sakti hay , trading ek acha fun hay , in dinon market kafi up position ki tarf move ker rahi hay, or is kay abi neechay aanay kay chance kam hen ,but is ko sell kerna future ka best reaction hay , baqi apni samjh say kaam len , shukria :1f382:

Market ka Rujhaan hai:buy
+
Indicators ke mutabiq :-
Parabolic sar
Bollinger band
RSI
Aur
Moving average
Up chance 67%
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye buy main trade karen
Forex trading aik paison ka darakht hai agar ap ameer hona chahte hain to acha knowledge aur experience hasil karen
👍 BesT Of LucK 👍
"Best"
-
hnji bhai bitcoin or other cryptocurrencies isme hi work krti hai or ye shard database ka matlab ye h ki isme sbka ledger ek jesa maintain hota hai alag alag distributed networks ya computer meh. is se transaction ko verify karna easy hota hai sath hi sath agar koi banda changes karta hai ledger meh beech meh toh woh valid nahi payega kuki woh kisi or distributed network se match nahi krega uska ledger isliy ye ek kafi secure ecosystem hai
-
Market ka Rujhaan hai:buy
+
Indicators ke mutabiq :-
Parabolic sar
Bollinger band
RSI
Aur
Moving average
Up chance 67%
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye buy main trade karen
Forex trading aik paison ka darakht hai agar ap ameer hona chahte hain to acha knowledge aur experience hasil karen
👍 BesT Of LucK 👍
"Best"
-
MONERO - Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .