-
Aj market ka trend sell ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market sell ki position me hy.
Resistence or suport point dawn ja ry hen jin sy pta chlta hy k market sell k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
-
ऐसा इसलिए होता है क्योंकि अधिकांश विश्लेषकों को वित्तीय संस्थानों द्वारा नियुक्त किया जाता है, जो ज्यादातर मामलों में निम्नलिखित सिद्धांत से जुड़े होते हैं, "एक प्रवृत्ति एक व्यापारी का सबसे अच्छा दोस्त है।" दूसरी ओर, व्यापारियों को गलत सूचना से प्रभावित किया जाता है जब बाजार के बड़े खिलाड़ी अत्यधिक मजबूत मुद्रा के एक हिस्से को बेचना चाहते हैं।
-
Thumbs up bitcoin mein invest karne ka abhi bahot accha mauka hai
dosto abhi maine bitcoin ke graph ko study kiya to muje yeh pata chala ki bitcoin jab bhi ek naya high banata hai to woh phir se crash hota hai jab usne september 2017 mein $4900 ka high banaya tha to woh crash ho kar $3000 tak agaya tha phir usne agle mahine yani ki october mahine mein uska hi woh naya high toda aur $5000 se bhi jyada up chala gaya aisa market mein ek bar nahi bahot bar hua hai bitcoin ke sath to agar abhi jo bitcoin ka price $8600 ke karib chal raha hai aur yeh $19000 se jyada touch kar ke aaya hai to abhi ham agar 1 bitcoin lete hai to yeh 1 week mein $9000 ya $10000 to sure chala jayega aur agar hold karte hai to $19000 ko cross to jarur karega is 2018 mein to hamein iska benefit lena chahiye ripple aur etherium bhi kafi crash hue hai to iska bhi benefit le sakte hai

Aj Market ka rujhaan aur tajziya:ßuy+
Majoda qeemat , pichli qeemat
Aur
Resistance points , Support points oper ka bata rahe hain
Full chance up:86%
Tamaam mashhoor isharay:
Bollinger band
Parabolic sar
RSI
Aur
Moving average
Agar ap achay trader ban'na chahte hain to acha ilm aur tajurba hasil Karen forex trading ke bary
-
Market ko dekhte howey market ki Jo position hai. Wo Buy ki Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain. lekin kuch best indicator be market k oper ki janab position ka ishara day rahay hain. So aj trade Buy me lagana he acha rahay ga.
-
Forex Market +
mein takriban 50% log ayse hote Hain Jo nuksan ka samna karte hain
or
50% jo hain wo profit karte hain
un 50% mein Seva log jo profit karte hain unko acchi information or experience hota hai.
or
20% log Bina experience k Kam karte hain Jo k bilkul galat hai
Agar
Ap achy tajar ban,na chahty hain to
experience or information hasil kar k trade krain
or faida hasil krain
Thank'x _ _ _
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
meri teraf sy sab dosto ko salam jesa k ap sab ko pta hai market pichly hafty kafi nechy gai thi
or mujhe lg rha hai market aj bhi kafi nechy ki teraf jay gi is liye hamy nechy ki teraf trade lagane chayie
taky pichly hafty ki terha is hafty bhi achy paise kamaye ja saky