-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
+
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Helo,
Forex members +
Aj market me indicater ka ishara Upar ki janib hai
Mgr
Movement Nichy ki janib zeada hai
Ya to Risk lain
Ya phir
market indicaters ko samjh kr trade lgain
Indian forex duniya ka taqatwar karobar hai jis se ap bohat faida hasil kr saktain hain - -
-
dear friends forex trading main profit eur achhi trading krnay k liay apko chahey k trade main lot size hmesha account ballance k hisab sa rakhen ta k apka account ballance bhi safe rhay aur ap achha profit bhi hasil kr saken...Trade sell ki laga deni Chahie ye Humary lie kafi Faidy Mand Sabit ho Sakta hai or Akhri 8 Ghanty ka Garaff Dekha jaye to saaf pata Chalta hai
Market Oper ho k ab Nechy ki traf movement kar rahi hai.
-
Thumbs up bitcoin mein invest karne ka abhi bahot accha mauka hai
dosto abhi maine bitcoin ke graph ko study kiya to muje yeh pata chala ki bitcoin jab bhi ek naya high banata hai to woh phir se crash hota hai jab usne september 2017 mein $4900 ka high banaya tha to woh crash ho kar $3000 tak agaya tha phir usne agle mahine yani ki october mahine mein uska hi woh naya high toda aur $5000 se bhi jyada up chala gaya aisa market mein ek bar nahi bahot bar hua hai bitcoin ke sath to agar abhi jo bitcoin ka price $8600 ke karib chal raha hai aur yeh $19000 se jyada touch kar ke aaya hai to abhi ham agar 1 bitcoin lete hai to yeh 1 week mein $9000 ya $10000 to sure chala jayega aur agar hold karte hai to $19000 ko cross to jarur karega is 2018 mein to hamein iska benefit lena chahiye ripple aur etherium bhi kafi crash hue hai to iska bhi benefit le sakte hai
-
Aaj ke din market ka trend: Sell +
Indicators ke mutabiq :-
Parabolic sar
Bollinger band
RSI
Aur
Moving average
Up chance 67%
Bata rahe hain ke market oper jaye gi isliye ham ko sell me trade laga deni chahiye _ _ _
-
#2
Aj market ko dekhte howey market ki Jo position hai. Wo Buy ki Nazar aa rahi hai lekin fundamental analysis kuch confused Kar Raha Hain. lekin kuch best indicator be market k oper ki janab position ka ishara day rahay hain. So aj trade Buy me lagana he acha rahay ga.
-
आज बाजार तकनीकी विश्लेषण की प्रवृत्ति खरीदते हैं
जैसे कुछ बेहतरीन संकेतक के अनुसार
बोलिंगर बैंड
RSI
वक्र
यदि आप पसंद करते हैं और अच्छा लाभ खुला खरीद ऑर्डर प्राप्त करते हैं और अच्छा और बड़ा लाभ प्राप्त करते हैं तो बाजार स्थिति में आ जाएगा। अगर वहाँ खो plz फिर से कोशिश करो और अच्छा लाभ ले लो।
-
dosto abhi maine bitcoin ke graph ko study kiya to muje yeh pata chala ki bitcoin jab bhi ek naya high banata hai to woh phir se crash hota hai jab usne september 2017 mein $4900 ka high banaya tha to woh crash ho kar $3000 tak agaya tha phir usne agle mahine yani ki october mahine mein uska hi woh naya high toda aur $5000 se bhi jyada up chala gaya aisa market mein ek bar nahi bahot bar hua hai bitcoin ke sath to agar abhi jo bitcoin ka price $8600 ke karib chal raha hai aur yeh $19000 se jyada touch kar ke aaya hai to abhi ham agar 1 bitcoin lete hai to yeh 1 week mein $9000 ya $10000 to sure chala jayega aur agar hold karte hai to $19000 ko cross to jarur karega is 2018 mein to hamein iska benefit lena chahiye ripple aur etherium bhi kafi crash hue hai to iska bhi benefit le sakte hai
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
brother bitcion me invest wahi kree jo bad me is ka loss hone per apne imotion ko controll kr sakee ya aek high currency hai is me wahi invest kree jis ki invest krne ki ponch ho