hanji trader agar money management ko karke market me chalta hai to wo kabhi bhi margin se hit nahi hoga kyunki usne apne account me MM kara hai aur eski wajah se trader ko na to jada loss hota hai aur na he galat trading kyunki wo MM karke hamesha control me trading kar paata hai..

