-
Bitcoin aur Monero dono alag alag technology ke coins hain aur dono alag platforms pe bane hain . Bitcoin zarur market zyada move karta hai lekin Monero ke price ka Bitcoin ke price ke saath koi lena dena nahi hai .
Ye sab demand and supply forces ke andar kaam karta hai . Agar Monero is demand zyada hogi aur supply kam to yeh tezi se upar bhagega aur fir Bitcoin ka kya price hai us se is coin ko koi farak nahi padta , Monero ki technology aur security bitcoin se alah hai aur isiliye ise duniya bhar ke deshon mein bhut se log use karte hain aur iska market cap aur daily transactions bhi bhut upar hain
-
Forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie. :1f333:
-
mujay lagta ha ka agar bitcoin ki price agar uper hogi ti mujay lagta ha ka ka agr bitcoin ki price high ho gi to monero ki price high ho gai gi ya mujay ladta a any way ya bi hosakta ha ka bitcoin ki price na bi ho to monero ki price high bi hosakti ha or huge profit da sakti ha
thanks
-
MONERO - Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
आज बाजार का रुख: खरीदें
चलती औसत और संकेतक बाजार के बारे में संतुष्ट नहीं हैं
चार्ट बाजार की चाल के प्रतिरोध और समर्थन अंक के अनुसार धीमी गति से
अच्छा लाभ कमाने के लिए विदेशी मुद्रा व्यापार के बारे में ज्ञान और अनुभव सीखें
-
Aj ka market ka Rujhaan:Bullish sell
+
Moving average aur market movement
Nechay ka ishara de ri hai
Full chance : 79% nechay
Time frame ko dekh kar resistance aur support points ko samjha jata hai
Daily aur hafty ka chart dekhen taa ke apko market samjhna asaan ho
Agar ap acha knowledge aur experience hasil karna chahte hain to zyada se zyada time is main guzaren aur acha profit hasil karen
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
Aj ka market ka Rujhaan: Bullish
Resistance aur Support points bhi news par inhasaar karte hain
Trading karne se pehle indicators ko achay se dekhen aur phir faisla karen ke trade kis category main karni hai
Hamesha sabar se kaam lein aur acha profit hasil karen
Forex trading main ao aur ameer bano
Ap achay se kaam karen ge to acha bonus aur acha profit hasil kar sakein ge
-
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
-
market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai:newy::newy: