My dear
I agree for your talk
Forex main agar kamyab hna ha to pher is tarha ke stategy bnani chahya jis main loss ky chances kam sy kam hon aur ap ka question ha k loss say kesay bacha jay to bhai is k lia bht se cheazon ko mady nazr rakhna parta ha sab say eham money managment ha aur analysis. In k elawa behr business plan aur unemotinal pan ap ko loss say save kerny main helpful ho ga.

