-
MONERO - Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
Today Market position is : Sell+
Market ajj bohut zaida nechay
ki Taraf move kare ge
Or Support 87% and Resistance
56% be Market kay nechay k janay
ka Ishara day raha hai
Technical indicators and Moving
average. se bhi market down hoti
nazar aati hai
Is liya Sell ki trade laga dani
chahiye Achcha profit hasal karne ke liye indicator ko samajhna zaroori hai
Best of luck....🤔Z
-
Helo Dosto kesy hain ap
Ajj k din market Sell+
Ki tarf raju kar rahi hai
Agr
M15 kareeb hain to sirf buy krain sell na krain
Or agr kimat is k nichy wapis aa jati hai to kuch mat karain
Agr
M15 nichy ki janib hai to buy krain sell na krainagr kimat is k upar jati hai to kuch mat karain
Jori ki had or gair janbdar ilaqa hai is k darmian hony wali koi b tijarat zati faisla hai na is tajzia ka hissa
Agar
Acha faida hasil krna hai to indicatrs ko samjna zarori hai
Best of Luck====🤔Z
-
MONERO - Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
mujay lagta ha ka agar bitcoin ki price agar uper hogi ti mujay lagta ha ka ka agr bitcoin ki price high ho gi to monero ki price high ho gai gi ya mujay ladta a any way ya bi hosakta ha ka bitcoin ki price na bi ho to monero ki price high bi hosakti ha or huge profit da sakti ha
thanks
-
Trading kerne sy plhy hamy support level or resistance level ko bhi samj lena chayie taky hmy trading krty huye muskil na ho aghr hm log support level or resistance level ko dekhy k ketne percent up jane k chance hai or ketne percent down jane k tw hm log ache earning kr sakty hai
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
trade kafi dino sy nechy ki teraf ja rhe hai ab mujhe lg rha hai trade shaid upper ki teraf chali jay is liye hmy ab soch samj k trade lagani chayie taky loss hony sy bach ajy forex trading itne muskil nai hai aghr hm log market ko samj k trade kary tw
-
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
:1f382:je mere bhai ye bht he best curency hai dear jb start mein btc aya tha to us waqt is ki koi value nhi thi lakin ab is par trading karnay say boht ziada faida hota hai gi is ka price down hau aaj aur ye mostly china ki wajah se hua hai,esme regulations ko laane ka baat chal raha hai esme invest karna thik rahenga abhi lekin technical ko jaroor apne elum me lekar chalein..
best of luck.:1f382: