nai yarr koi jadu ki chaadri nahi ha dear es main kuch tawaja or experince hona chiye or han sab se jiyada es main luck bhi chalti ha
Printable View
nai yarr koi jadu ki chaadri nahi ha dear es main kuch tawaja or experince hona chiye or han sab se jiyada es main luck bhi chalti ha
Forex ek jaadu ki chadi toh nahi hain leking agar aap apna forex study karke trade karenge aur usko trading karte waqt use karenge toh apko bahut sara profit hoga. Usi waqt forex jadu ki chadi ka kaam karegi. Toh study hard you will get magic money after that.
भाई एक बांध साही Kaha ismai चाड nahi hai अगर हैम में की कोई jaadu रिसाव dimag khele तो हम से बहुत सारे फूल जाती है कामदेव sakte ... हाई रिसाव विश्वास लिये आदमी मई जिगर होना .. chaye भाप भाप apnai emtion डर मैं नियंत्रण कर खातिर aapnai
wah bhai wah aap ne toh bilkul sahi defination aur tarika boli he new trader ke liye. hum log aksar yehi bhul karte he aur paisa kho dete he. par jo hard work karte he aur jo sikhte he wo jarur fal pate he. ku ki sabar ka fhal meetha hota he. is jadu ki chadi ko pane ke liye sikhna must he.
Forex trade is very lucrative. It is the serious platform to make huge dollars within very short period of time. It is very profitable trade. That is why most of people think it as magic. But actually the liquidity, volatility and leverage of this market makes it so special and profitable.
Forex sabse badi jaadu ki chadi hain, jo traders ka paisa zhatse badhati hain aur kam bhi karti hain, jyadatar kam hi karti hain. Agar is jyadu ki chadi ko acchi tarah use karna hain to apni alag se target approaching streategy banani chahiye.
Han mary khayaal main jab pesa gum karna ho to us time humain lagta hay kay Jado ki charee say hi pesa gum ho gaya aur trader ko pta bhi naheen chalta aur us ka pesa us ki ankhoon kay samny doob jata hay. lakin jab pesa kmana ho to jado ki charee naheen miltee aap ko
Aksar log acahy EA,s ki tlash main lagy rahty hain jo un kay liye raat ko soty main bhi pesa bnata rahy. mary khayaal main ye wo log hain jo is baat par yaqeen rakhty hain kay forex main jado ki charee hay. Mary khayal main jado sirf hard work main aur struggel main hi ho sakta hay.
aree bhai ab sabi prfit hai to koi nahi dusra kam nahi karega sirf gar betke profit bana dega.....sari lifetyle hi dusra hoga....its good that there are losses in forex..
Its very worng if we imagine forex is "jaadu ki chadi " becase to become successful trader we need lots of hard work and dedication .and if we do that successfully then it give us so much profit no doubt but its also true we have to ready to face loss otherwise for emotion its possible to lost our capital .