Nera daily ka trade ka experience itna zayda nahi hai kun keh main es mein part time hi trade karta hun aur mere liy part time hi abhi tak best hai kun khe main aik student hun aur main daily 3 se 4 hours trade karta hun baki ka time main apni study ko deta hun aur main es time ko brhane ki try kar raha hun.