hann forex ne mere life me to dakhal di hi hai social life me to iska koi khas fark nahi padta hai par family life me kafi had tak iska asar hota hai mere family wale ise pasand nahi karte hain kyonki isme ghar baith kar kamaya jata hai wahi wo aaj bhi traditional naukri aur business ko mahatwa dete hain isliye kai baar gadbad ho jati hai.

