Bhai ye baat sahi hai humare ko yaha par laparwa nahi dikhana hota hai bhai trading mein money loss agar kar rahe hai to dheyan dena hota hai us par bhai, aise loss hota rahega to kamayenge kab bhai, kamayenge nahi to ye field mein rahne ka koi fayda nahi hoga.

