g bhai apne sahee kaha he k jo kaam is dunya main discilpine aue planning se kiya jata he to wohe kaam zarur kaamyaabi se hamkanaar ho jata he is litye hamain chaiy ek ham har kaam discilpne aur planning se karain.
Printable View
g bhai apne sahee kaha he k jo kaam is dunya main discilpine aue planning se kiya jata he to wohe kaam zarur kaamyaabi se hamkanaar ho jata he is litye hamain chaiy ek ham har kaam discilpne aur planning se karain.
bhai jaann discilpine aik aisee cheez he jo koi is pe amal ka k kaam krta rehta he to wo apne kaam main zarur kammyab ho jata he is liye discipline ki buhat zyada importance he aur hamain apna har kaam discipline aur planning se krna chahaiye .
dear Forex member you say right that discipline is a thing that leads us to the way of success and every work in the world comes true and goes to the end of success that did with discipline therefore discipline have very importance..
dear friend discipline is a thing that leads us to the self confidence self esteem and inner strength and consequently to happiness and satisfaction . on the other hand lack of self discipline may leads us to the failure loss health problems obesity ..........etc
To become a successful trader whether you are trading foreign exchange on the Forex market, corporate stocks on global stock exchanges or any other asset, of course as with any other field you need to be able to know a certain amount of knowledge and how to apply this knowledge to the ground. Reality. You should therefore be familiar with the fundamental and technical analysis aspects and factors that will affect the market you are trading in. Add to this the ability to discipline in trading and control your psychology.
Discipline is the blood of any trading strategy regardless the number of indicators you display on your chart Ability to repeat what you did to win a trade is difficult though not impossible however it is impossible for a trader to record consistent winning in the market without mastering that important virtue,
uske baad he wo apne analysis par kar sakenga,esme har trade me trader ko plan banakar he entry aur exit lena chahiye uske baad he wo esme kaam kar sakenga. Forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as
forex ke business me trader ko discipline maintain karna bahut he jaroori hai esme trader jitna cool and calm hokar kaam karenga wo esme utna he acha kar sakenga,esme trader ko khud se sabb market me samajhna chahiye esme trader ko analysis se he market me kaam karna chahiye uske baad he wo esme acha kar sakenga esme trader ko trading me time dena chahiye.
ji dost ye baat to aapne ek dum satye kahi hain ki trading mein agar jo trader ko achche se kaam karna hota hain to apne aap mein kafi cheeze hain jisko achche se maintain karke chalna padta hain trading ka kaam aisa hain aapko in sab cheezo ki jarorat padti hain, jaise ki aap Discipline ke sath trade kare, Patience rakhkar ke kaam kare, aap mein disclipline trading ke gun bahoot jayda hone chahiye aap agar iske against trading karte hain to aapke fail hone ke chance bahoot jayda honge aisi trading jab tak koi chorega nahi uske liye trading karna asaan nahi hoga mushkile to bahoot hain kaam mein lekin rules ko bhi achche se trader ko follow karne hote hain tabhi to koi kamyaab ho pata hain agar koi bhi trader kisi bhi rules ke against jata hain to uske liye trading karna mushkil hi rahega wo trading se earn nahi kar sakta hain bahoot baar aisa bhi dekha gaya hain jab trader rules ko proper tarah se follow karne lag jaata hain to bhi wo trading karte samay bahoot baar fail hota hain ye market hi aisa hain jismein apko fail to dikhai dega hi jab tak koi khud ki trading mein sudhaar nahi layega wo trading nahi sakta hain aur jo bhi wo galtiya karta hain usko galtiya sudhaarna padta hain trading karna kabhi bhi asaan nahi hota hain jab tak wo trading mein badiya perfect trader nahi ho jata hain usko trading bhi tab tak nahi karna hota hain is tarah ki trading se koi labh nahi hota hain bas wo lagatar forex trading mein nuksan hi nuksaan karega trading mein jab koi achche sikhta hain to ek na ek din to usko achche se forex market se kamane ko araam se milne lag jata hain lekin aisi trading mein usko time bhi lag jata hain
Forex trading mein successful hone ke liye aap ko discipline se kam karna parta hai aur jitne be expert trader hote hain wo discipline mein kam karte hain discipline mein kam karne mein hamen rules ko follow karte howe kam karte hain rules mein hamen Forex trading ki information aur experience Ka hona bahut zaruri hai us ke bad money management ko hum sakhte hain money management mein Ham risk percentage ko control karna sikhte hain aur apne account ke capital ko manage karte Hain us ke bad humne market ki position ko find karne ke liye analysis karna hote hain technical aur fundamental analysis in se Ham market ki position ko find karte Hain us ke bad market ke tools aate Hain jis mein indicator stop loss or take profit in ko istemal karte hain aur ham jab ye sab chizen study kar lete hain to us ke bad Ham in sab chizon ko discipline mein istemal ke forex traading karte hain market mein to hamen market mein acha benefit milta hai aur ham kamyabi se acha profit kar lete hain yahi fayda hai agar Ham discipline se kam karen ge to hamen kabhi be loss nahin ho ga