dear main to to taqreeban 2000USD say ziada ka loss ker chuka hoon. laykin ye mostly posting bonus tha, apni jaib say to may nay kafi kam invest kia hay. agar apni jaib say itna loss hota to phir to may shaeed trading choor hi chuka hota
Printable View
dear main to to taqreeban 2000USD say ziada ka loss ker chuka hoon. laykin ye mostly posting bonus tha, apni jaib say to may nay kafi kam invest kia hay. agar apni jaib say itna loss hota to phir to may shaeed trading choor hi chuka hota
Jab me demo account pe trading krta tha tab to menay 300$ lose kiye thay pr jb real start ki to phir hr trade ko ahi trha hek kr k lagat h or agr loss ho bhi jaye to us ko recover kr leta hn.
main Forex main naya hoo aur har jeet tu businis ka hisa hai kabhi kamaty hai kabhi loss krty hain isliay yeh aik hisa hai bussines ka mainy filhal koi $ nahi hary.
main ne abb tak 100$ ka loss keyaa hai starting main jab main ne forex join keyaa tha tu tab main ne loss kardeya tha koun kai tab muj ko forex sahe trading muj ko nahi ate the abb kafi sahe hai
lekin pehala maine kamaya ta ise badh today paise withdraw kiya ta, withdraw ke bad harna suru huwa pura account kali ho gaya
Dear sir me ab tak 5 dollar har chuka hoon bus aur sara capital jo mene invest kiya wo mene profit nikal key brabar kar liya bus akhri key 5 dollar bach gaye wo nhi nikal paye mujhse
pehly jab main is kam main naya naya aya ta to muje bahoot paishani hoti main pura maheena kam karta aur jab main trade lagha ta to aik hin main main sara nuqsan kar lita liken ab muje trade ki kafi samajh agaye hain is main ap ko tajarba karna bahoot zaruri haun pher ap is kam main bahoot kuch kama sakty ho
muje forex pe trading kartay hue 2 saal ho gay hain or is say se mene kafi kuch loss bhi kia hay or profit bhi earn kia hay or ab tak me takreeban 250$loss kar chuka hon.