-
MONERO - Is crypto currency ka future kaisa hai crypto market mein ?
Doston Mere khayal se aap sab logon ko jinko bhi crypto ki knowledge hai Shayad hi koi Aisa trader hoga jisne MONERO ke baare mein nahi Suna hoga .
Monero Bhut hi PRIVATE , FAST AUR SECURE digital currency hai aur ekdam secure hai. Aaj ki date mein Iska TOTAL MARKET CAP - 3.25 Billion Dollars ke kareeb hai .
Inki Total SUPPLY - 16,040 ,017 hai .
Monero ke transactions fast aur secure isiliye hain kyonki Inhe Network Par hi confirmation milti hai .
Apni knowledge ke hisaab se discuss karen iska aage kya future hai , Iska price aage jakar kya hoga etc .
-
forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie
-
Aj k din market Buy+
Ki tarf movment kar rahi hai
Mkhtlif Indicators or
Moving average market ko upar hony ka bta re he
Or market ka Resistance and Support points market b upar hony ka bata re he
Isliay market main order lgain or stop loss or take profit ka lazmi istmal ho agr market negative ho ge to loss na ho....ЁЯдФZ
-
market ka rujhan:bullish buy+
Ye walay tamam isharay jin men k
Pivot Point, Moving average ,Crunt price, Rsi,
Resistance and Supporting points, MACD,
Parabolic sar, Bollinger Band, H4, H1, M30, hain
trading dekh kar achay se trend ko jan kar karen taa ke loss na ho
sab se pehle trading ke bary acha knowledge aur tajurba hasil karen
sakht mehnat acha munafa deti hai
-
Aj Market ka rujhaan aur tajziya:├Яuy+
Majoda qeemat , pichli qeemat
Aur
Resistance points , Support points oper ka bata rahe hain
Full chance up:86%
Tamaam mashhoor isharay:
Bollinger band
Parabolic sar
RSI
Aur
Moving average
Agar ap achay trader ban'na chahte hain to acha ilm aur tajurba hasil Karen forex trading ke bary
-
Aj market ka trend buy ka hy+
Technical indicators sy b pta chalta hy k market buy ki position me hy.
Resistence or suport point up ja ry hen jin sy pta chlta hy k market buy k haq me hy.
Hamy market k trend ko dekhty huwy trade lgani chahye. agr market ko smjy bgair trade kren gy to is sy los hony k chance zyada hen.
Agr achi earning krni hy to us k liye apka market k indicators ko smjna bohat zruri hy.
-
:1f382:je mere bhai bitcoin bht he best curency hai main tu es ka bare main tab se janta hon jab 1 bitcoin 250$ ka tha or bht he kam time main bitcoin ne bht zida tarki ke hai es liye main tu bitcoin ko bht he best manta hon or yeh sab se best payment method hai or main ese ko like krta hon yeh ap trading main bhe best use kr skte hain:1f382:
-
trade kafi dino sy nechy ki teraf ja rhe hai ab mujhe lg rha hai trade shaid upper ki teraf chali jay is liye hmy ab soch samj k trade lagani chayie taky loss hony sy bach ajy forex trading itne muskil nai hai aghr hm log market ko samj k trade kary tw
-
Aj market by ki trf ja rahi hai
Forex tradimg me hm do terha ki trading krty hai ya hm log upper ki trade lagaty hai ya nechy ki trade lagaty hai aghr hm log trading market ko samj k kary ya news ko dekh kr trading kary tw achy paise kma sakty hai verna aghr hm tuky sy trading kary gy tw phir paise kamae ki umeed km hai is liye hmy market ko achy sy samj k trading krni chayie:1f333:
-
2 рд╕рд╛рд▓ рд╕реЗ рдмрд┐рдЬрдиреЗрд╕ рдореЗрдВ рд╣реВрдВред рдореИрдВрдиреЗ рдХрдИ рдХрд┐рддрд╛рдмреЗрдВ рдФрд░ рд╡реЗрдмрд╕рд╛рдЗрдЯ рдкрдврд╝реА рд╣реИрдВред
рд▓реЗрдХрд┐рди рдпрд╣ рдЕрд▓рдЧ рд╣реИ рдЬрдм рдореИрдВ рдЕрдкрдиреА рдкрдврд╝рд╛рдИ рдХреЛ рд╡рд╛рд╕реНрддрд╡рд┐рдХ рд╡реНрдпрд╛рд╡рд╕рд╛рдпрд┐рдХ рдЪреАрдЬреЛрдВ рдкрд░ рд▓рд╛рдЧреВ рдХрд░рддрд╛ рд╣реВрдВред рд╣рд░ рджрд┐рди рдореЗрд░реЗ рд▓рд┐рдП рдПрдХ рдирдпрд╛ рдЕрдиреБрднрд╡ рд▓реЗрдХрд░ рдЖрддрд╛ рд╣реИред рд╣рд░ рджрд┐рди рдХреБрдЫ рдирдпрд╛ рд╣реЛрддрд╛ рд╣реИред рд╡рд┐рджреЗрд╢реА рдореБрджреНрд░рд╛ рд╡рд╛рд╕реНрддрд╡рд┐рдХ рджреБрдирд┐рдпрд╛ рдХреА рддрд░рд╣ рд╣реИ
рдФрд░ рд╣рдо рдХрд┐рддрд╛рдмреЛрдВ рдореЗрдВ рдкрдврд╝рддреЗ рд╣реИрдВ, рдпрд╣ рд╕рдм рдЖрджрд░реНрд╢ рдорд╛рдорд▓реЛрдВ рдХреЗ рдмрд╛рд░реЗ рдореЗрдВ рд╣реИред рд╕реМрднрд╛рдЧреНрдп рдФрд░ рдЗрд╕реЗ рдмрдирд╛рдП рд░рдЦрдирд╛ ,,